Zina and Its Types in Islam in Urdu/Hindi

In this Article Zina in Islam, I Will Tell You about the types of Zina meaning in Hindi, Zina kya Hay, Zina ki iqsam, Zina ki Saza, and Zina and its types in Islam in Urdu very Easily.
ZINA MEANING IN ISLAM IN URDU/HINDI ( WHAT IS ZINA IN ISLAM )?
Islam Mein zina karna Gunah hai: Agar koi Aurat kesy mard kay sath Hum bistari karay Jo kay wo uska shohar na Ho To os Amal Ko Zina Kaha Jata hay.
Zina in Islam May Ek Bhot bara Gunnah kaha gaya hay or Jo log zina kartay hay un logo kay leye Dunya may Bhot bari saza rakhi Gai hay or Jab mar jai to marnay kay baad Bhee bhot bari saza rakhi gai hay jo akherat may mele gi.
Zina and Its Types in Islam in Urdu 2022
Zina ke bary main islam kia kahta ha: Zina kay baray May Kuch Ahadees or Quran kay Ayaat may Bhee Aagahi De hay kay: Muhammad (S.A.W) Nay farmaya kay momin Muslim To koi Zina kar hi nahe karshta hay.
(Bukhari Shareef Jild 3 page 1714)
Allah Ta’llah Quran Nay farmatay hay, Aur dekho Zina kay qareeb bhee nahe janaa, Aur bey hayai Hay Aur Buri Rah Hay.
(Al -Asar 32)
IS KISSING ZINA IN ISLAM (ZINA PUNISHMENT IN ISLAM)

Hadith on adultery:
Islam main zina ki saza Aur Azaab Agar Zina karnay walay Shaadi Shuda ho to Khoolay medaan may Pathaar Maar Maar kar Maar dala Jai Aur Agar Kuwaray Hay Matlab shaadi Nahe Hui ho to Un ku Soo(100) Koraay maray Jai.
(Bukhari Shareef, 1715)
CAUSES OF ZINA IN ISLAM (MEANING OF ZINA)
Aaj kal Bhot Dekhnay may Aata hay kay Es Gunnah May Bhot saray Log Shamil Hay, Aur Khaas kar kay Asay bazar may shamil Hay kay Jaha Aurtein Aur Mard Jatay hay waha Kesi ka hath kes ku lag raha hay or kaha lag raha hay kesi ku maloom tak nahi hota,
Chahay larka Ho ya larki Ho yee Gunah Karnay Kay baad Bhot Fakhar say Apnay Dosto ku Boltay hay or unhein bhe es Gunah ke taraf anaay ka boltay hay.
Ye Sach hay Jab Koi Larka or Larki kahi Ghalat Kaam Karlaay To us Ke Saza or Gunnah Unkay maa or Baap ku bhe milti hay, Eska ka ek hi waja hay kay jab larki or larka shaadi kay kabil hojai to un ke shaadi nahe karwatay esi waja say ye Gunnah Hotay Rehtay Hay.
Ek jaga Quran may Allah nay Farmaya hay kay Pak daman Larkia, Pak Daman Larko kay leye hay, Es ka Ye matkb hay Kay Agr Tap ka qirdaar Achaa Hoga to aapko Allah Achi Biwi de ge or Agr tum Kharab ho ge to Tumhari biwi Bhee kharab Hogi.
Ju Log Ghalat Kaam kartay hay, To uski qemat Uskay Bacho, Maa, or Ya Behan Ku es Dunya may Hi Adaa karni parti Hay.
Imam Shafi (R,A) Kehtay hay kay Zina Ek Qarz Hay, or Agar To yee Qarz lay Gaa To teray Ghar say Yani Teri Behan Beti say wasool Keya jai ga.
ZINA KI IQSAM IN ISLAM IN URDU (TYPES OF ZINA IN ISLAM IN URDU)

ANKHON KI ZINA (ZINA OF EYES IN ISLAM)

ZINA OF EYE( TYPES OF ZINA IN ISLAM)
Ankhon ki zina ( Zina of the eye is the lustful look) ka ye matlb hay Kay kesi Na mehram Auratoo Ku Dekhna Or esa Ghor kar dekhna jesay Kabi kesi Na mehram Ku dekha na ho or dekhnay say Uskay Hosh orr jai or us ka Dil Zina ke Traf Maael Hojai.
Ankhon say Buri Buri Videos or Filmy Dekhna Bhe Zina May aata hay Koi Kay osay Dekh Kar Aap Buray Buray Khayaloo Ku Janam detay hay Demagh May Or Wahi karnay ka koshish Kartay Ho Society May.
TYPES OF ZINA IN ISLAM (ZINA K NUQSAN)
Ek Waqiyaa Hay kay “Umair Bin Habib :
Rome ki qaeed (Pakar) May aai to Yee waha 10 aadmi Thay Jin may say 9 Aadmio ku qatal kar deya gaya or Ye bhot Khoubsurat Thay to esko romi sardar nay Apna Ghulam bana deya,
Pher Osnay kaha Kay tum Agar (Esai) Christian Hojoa To may Tumhein Apni Beti bhe deta Hu or Apni Riyasat Bhe Deta Hu, To Umair Bin Habib nay kaha kay Tum Agar Mujhy Pora Mulkay Arab or Mulkay Rome Bhe de dy May Ek pal Kay leye Apna Deen nahe Chor sakhta.
Pher Romi sardar Ku Ek tarqeeb Zehan may aai Kay os nay Ek pora Ghar Ek Khubsurat Ghar Tyar karwaya orr Os May Unhoo Ku Band Kar deyaa Or Sharaab Bhe Rakh Deya or Khaana Bhe Rakh deyaa Or Ek Khubsurat Larki Ku Tyar karwaya,
kay es say Zina karwao To Wu aagai or Unkay smnay Baet Gai kay Unhein zina Kay leye Razaa Karay Lekin 3 din Guzray or 3 raatein Guzri Na Khaya or Na Nazar Uthai or Na Peyaa To 3 Din kay baad Wu larki Kehnay lagi kay To keya balaa Hay Na tum nay Kuch khaya Na Kuch peyaa Or Na Teri Nazar Uthi,
Kon hay To Keya hay To or Tumhein Kon Rokta Hay To Farmaya Kay Aab To Meray Leye Sharab Bhe Halal Hay Jes Haal Pher Meri Pyaas Phonchi Hay Or waha Sowar (Pig) paka Kar rakha Gaya Tha,
tu kaha Kay Aab Yee Gosht bhe meray Lye Halal Hay jes Satah Pher Meri Bhok Phonchi Hay, Lekin Mujhy Meray Rab say Haya hay Ju mujhy Dekh Raha Hay
Related Islamic Links:
- Arkan e Islam in Urdu
- There is no Tomorrow Change Now Islamic Motivational Speech in English
- What is the Kaffara of Zina in Islam
May Yee kaam Nahe Karshta Larki 3 din kay bajai agar 30 Din Yaha bheti Rahay May Yee Kam nahe karshta, Meri jawani Amanat Hay Es pe Dagh Nahe Lag skhta, Wu Kahnay Lagi Teray Jesay Insaniyat kay Taj ku qatal nahe karnay Du Ge,
May Tumhein Chorao Ge, Bahr nekal Kar kahnay Lagi Sardar To nay Mujhy Kes kay Paas Bheja hay, Wu to Loha hay Na os nay Kuch khaya or Na peya Ya pathar Hay Kay Ek dafa Os nay Nazar Tak Nahe Uthai,
Tu may Os pee kaha say Hath daalti or Phr Raat Ku aai Ek Thaylay May Kuch Khana or Ek mashkezay May peenay kay leye Pani or Usko Chopkay say Nekala Or kaha Yee Dekho Sitara “Kutab Sitara” Kay es ku yaha Rakhna Kandaay Phr Or Chaltay Rehna,
Raat Ku Chaltay Rehna Or Din Ku Choptay Rehna Agr tum Es Sitaray ku apnay Sedhay Kanday kay Sath Rakho To Ek Din Tum Iraq Phonch Joa Ge.
WHAT IS ZINA IN ISLAM (ZINA OF THE EARS)
Jab Hum Kaano kay zaryai kesi Larki ke batein Ghor say sounay or os say apnay Khwahishat pora karay or Kaano kay zaryai koi Ganay bajanay Sounay yee Bhe esi may aata Hay,
Allah Farmatay Hay: “Aay Banday soun Ju souna hay es kaano say ju may nay deyay Hay Lekin Yee Yaad Rakh Ek din May Tumhaara kaano say Phocho Gaa kay keyaa sounay hay es nay.
Allah Nay famaya Kay ” Abhi Tum Hesaab Ke dunya may Nahe Ho Abhi Tum Amal ke dunya May Ho”.
Us Din tum say Pora pora Hesaab leya jai Jes Din Asman or zameen Phat jai ge or sab Logo ku ek Jaga ekhata keya jai gaa.
HATHON KA ZINA IN ISLAM (ZINA OF THE HANDS)

Aaj Kal hamray nujawan Jes kaam may geraay howaay Geriftaar hay zina say bhe zyda Wu hay Apnay Hathon say apnay aap par ghusal farz Karna,
Kay log apnay hathon say Nujuwan Hamaam Kay Andhar Baet Kar Apnay Esmat say Kheeltay Hay Or Wu Apnay Hathon Say apnay opr Ghusal Farz kartay hay.
Muhammad (S.A.W) farmatay Hay “kay Ju apnay hatho say apni sharam Gahoo say kheel kar apnay Opr Ghusal Lazim karay to un par Allah Ke, Faristo ke or Mujh Muhammad Ke lanat Hu,
Qiyamat kay Din, Zina ke saza say Muskil saza or khatarnak saza Jin logo nay apnay Hathon say Ghusal farz keya Ho un ko melay ge.
ZUBAN KI ZINA (ZINA OF THE TONGUE)

Wu zina Jes may koi Larka kesi Larki kay sath Batein Kar Kay Chatkharay Lay, Aurat kay Awaaz may bhe Ek Noch Hay, Allah nay osay Sarapaa Esa Banaya Hay Kay larkay kay leye uski Har cheez (shay) may Os kay leye Attraction hay,
Uski awaaz may Attraction Jes Say Larka apna Sakoon Ku Khooo Bettay hay or Gunnah ke traf Rukh kar letay hay.
PAO KA ZINA (ZINA OF THE FEET)

Wu zina Jaha Koi larka Chal kar kesi Larkay say milnay kay leye Jata hay, Or yaa koi Or Gunnah ka Soch Rakhta Ho or Os kay Leye Jaraha Hu, Aaj kal tamam Zina Hamray Mashray May aam Huchuki Hay.
DIL KA ZINA (ZINA OF THE HEART)

Jes may Aap apnay Dil Ke Khwaheshat Ku lakar Dil may Rakhtay Hay Matlb Jes Larki say Milnay Jarahay Ho Oskay Leye Zina ka plan Banata hay or apnay khawaheshaat pori Kardeita hay.
ZINA KI TAUBA IN ISLAM (FORGIVENESS FOR ZINA IN ISLAM)

“kya zina ki maafi hai” zina ka kafara : Ek waqiyaa Hay Kay “Muhammad (S.A.W) kay Paas Ek sahabi aai or kahnay lagay Ya Nabi Mujh say Zina Hogaya hay Mujhy Sangsaar karay, Pathar Maar Maar kar Mujhy qatal kardeya Jai,
Muhammad (S.A.W) Nay Mou mubarak Mor kar raha Joa Joa Kuch Nahe Keya Joa Joa Wu Sahiba Phar Ayaa orr Kaha May zina keya Hay, Muhammad (S.A.W) nay Pher kaha Joa Joa kuch Nahe Keya Os shahiba Nay 4 dafa yahi alfaaz Dohrai,
4 gawah Ho ya 4 dafa Iqrar Ho Phr Muhammad (S.A.W) nay Us ke Jan bachana chahi Phr kaha yee koi nashay kay halat may to nahe keya to sahabi Nay Kaha Nahe Nahe Nashay May nahe Kiya Hosh wa hawaas May Tha,
Muhammad (S.A.W) nay Pher Ek orr Rasta akhtyar keya Kaha Kay yee Kahi Pagal To nahe Hay, Logo ka jawab Ayaa nahe nahe Pagal Nahe Hay, Joa Allah ka Hukum Pora Karoo.
Phr Sahabi Nay Abu Bakar (R.A) say Kaha kay Mujh say Gunnah Howa Hay, Unhoo nay kaha Toba kar Maafi Karlo or Chup hoja, Phir bhe Sahabi Ku qarar nahe ayaa To Umar (R.A) ku Boula kay Mujh say Gunnah Howa Hay,
Unho nay Bhe Kaha Toba kar or chup hoja, Phr Bhe sakoon Nay Ayaa To sabit bin hazza Kay Paas Gaai or Kaha Mujh say Gunnah Howa Hay, Unho nay Jawab Deya Kay Joa
Muhammad (S.A.W) kay Paas Or un ku Batoa to yee Had Lagi to Muhammad (S.A.W) nay Sabit ku gira or kaha nay bhejta esay meray paas.
Agar Gunnah Hojai To Ek Dafa Allah say Sachaay Dil say Toba Kar lein kay Phr kabi bhe zina nahe karoo Ga, Koi kay Allah maaf karnay wala hay Raheem Hay, Koi Kay Jab Tak Mout na aai Tab tak Allah Nay Toba kar Darwazay Kholay raakhay Hay.
SHAADI SAY PEHLAY ZINA (ZINA IN ISLAM BEFORE MARRIAGE)
Zina In Islam Before MarriageAgar koi Larka Kesi Larki say Zina Karlay or Os say Hamal Hojai To Es Condition May koi Or Pak Admi Os larki say shaadi Nahe Karshta Siraf Wahi Karshta hay jes nay Os kay sath Zina Keya Hay Wu hi Dono Ek dosray say shaadi karshty Hay,
Or Agar Wu Larki Sachay Dil say Toba Karlein To Pher Kars Sakhti hay Shaadi Kesay Say bhe Lekin Phr bhe wahi Maasla Hoga kay Khawaand Osay tang karay Gaa kay Tum esi wasi Larki Thi, To os kay Leye Behtr Yahi hoga kay Wu osay say HI shaadi Karlay Jes say Zina Keya Hu.
SHAADI KAY BAAD ZINA (ZINA IN ISLAM AFTER MARRIAGE)

Muhammad (S.A.W) nay Farmaya Ju log Shaadi karnay kay baad bhe kesi Shaadi Shuda Larki say zina Karta Hay To Oski Sazaa Ye hay Kay osay Patharoo say Sansaar keya Jai Takay Os Say Log Ebrat hasil Karein Or Phr esaa kaam na karay.
Ju Larka or Larki shaadi kay Baad Zina kartay Unhein Qabar may Adhaay Ummat ke saza un Dono Ku meli Ge, or Un Dono Ka anjaam Bhot Bura Hoga.
ZINA KI TALAFI IN ISLAM (ZINA KA KAFFARA IN ISLAM IN URDU)

Zina Karnay Walay Kaa Kaffara Siraf Aur Siraf Sachay Dil say toba Karlay Lekin Os Toba kay Baad bhe Agar Woh Asaa Karnay ke Niyaat rakhta Ho to Os Ke Toba Koi Mean Nahe Rakhti, Es leye Agar Aab Esa Gunnah Hogaya ho to Sachay Dil say toba karein to Allah Bhot Raheem Hay, woh Aap ku zaror Maaf karay gaa.
HADEES OR QURAN MAY ZINA (HADITH ON ZINA IN URDU)

hazrat Asasa Bin Saqi Aur Hazrat Anas Bin Malik (R.A) Dono nay Es baat ke gawahi De hay Kay Muhammad (S.A.W) nay Irshaad Farmaya Os waqt tak Qiyamat Qaem Nahe Hoskhti, Jab tak mard Mardoo say Our Auraat,
Aurtoo say Lizat hasil na karnay Jai aur Auraato ka Ek Dosray say Sharm gahoo Ku Mela Kar Lizzat Hasil Karna Zina Hay.
Muhammad (S.A.W) Nay farmaya kay momin Muslim To koi Zina kar hi nahe karshta hay.
(Bukhari Shareef Jild 3 page 1714)
ALSO READ: WHAT IS THE KAFFARA OF ZINA IN ISLAM
Allah Ta’llah Quran nay farmatay hay, Aur dekho Zina kay qareeb bhee nahe janaa, Aur bey hayai Hay Aur Buri Rah Hay.
(Al -Asar 32)
Islam main zina ki saza Aur Azaab Agar Zina karnay walay Shaadi Shuda ho to Khoolay medaan may Pathaar Maar Maar kar Maar dala Jai Aur Agar Kuwaray Hay Matlab shaadi Nahe Hui ho to Un ku Soo(100) Koraay maray Jai.
(Bukhari Shareef, 1715)
Muhammad (S.A.W) farmatay Hay “kay Ju apnay hatho say apni sharam Gahoo say kheel kar apnay Opr Ghusal Lazim karay to un par Allah Ke, Faristo ke or Mujh Muhammad Ke lanat Hu,
Muhammad (S.A.W) Farmatay Hay “Meray Baad Jab zina Ziyada Hoga To Naghani Amwaat ziyada Hojai Ge.
Ek Jaga Muhammad (S.A.W) Ne Farmaya Kay ” Du Mohabbat Karnay Walon Main Mohabbat Barhane Ke Liye Nikah Jesi Koi Cheez Na Dekhi Gai” .
Muhammad (S.A.W) Nay Farmaya Kay Aay Ummat Muhammad, Allah Ke qasam Allah Say Barrh Kar Kesy Ku Ghairat Nahe Aati Kay Koi Mard or Aurat Zina Karay or May Allah Ke Qasam utha Kar Kehta Hu Kay Ju kuch May janta Hu Agar Tum Jan Lu To Tum Thora saa Hastay or Ziyadaa Rotay.
WHAT IS CONSIDERED ZINA (IS KISSING CONSIDERED FORNICATION)
Zina islam(Zina Kary ) Siraf Milnaay ku Nae Kehty Belkay Hath ka zina bhe hay, Ju Os ku Cho Raha Hay Jes ku Haram Qarar Deya Gaya Hay, Orr Ankhon ka zina jes say Os ke Taraf Dekh Raha Hay os Ku bhe Zina kehty hay, Halaka kay Zina Nijji Hisso say Wabasta Hay, Wu Zina Hay Jes Ku Sakht Saza Qarar Deya gaya hay.
Yee Jaiz Nahe hay kay Un chezoo kay leye Taras Jae ju Zina ke Taraf Le jaty Hay Jesay kay Bosa Dena, Akelay Reh kay kuch Karna Ye sab Chezein Haram hay orr es say Ziya Burai kaa sabab bantaa hay ju Zinaa Hay.
Allah Farmatay Hay Kay “Zina kay Kareeb na jai Beshak Ye Ek Fahsha kaam Hay, Yaano koe Cheez Ju Apni Hudood say tajwoz karty hay Wu Ek Bhot Baraa Gunnah hay or yahy kaam Jahanum ke Taraf Lejata hay.
If you found any mistake in the above Content about “Zina and Its Types in Islam in Urdu” Kindly Share with me in the comment box.
ALSO READ: ARKAN E ISLAM IN URDU | HINDI 2022
Stay Connected with Islamic corner & Ikramblog.